Monday, May 7, 2012

MAA


All combination of 26 letters of English world and ISO unicharacter combination of script are not enough to
explain the the relation between me and Maa.

Is tarah mere gunahon ko wo dho deti hai !
Maa bahut gusse mein hoti hai to ro deti hai !!

Mainne rote hue pochey the kisi din aansu !
Muddaton(मुद्दतों) maa ne nahi dhoya dupatta apna !!

Aye andhere dekh le tera muh(मुँह) kaala ho gaya !
Maa ne aankhein khol di ghar meo gaya !!

Meri khwaahish(ख्वाहिश) hai ki main phir se farishta(फरिश्ता) ho jaun!
Maa se is tarah liptun ki bachcha ho jaun !!


Jab bhi kashti(कश्ती) meri sailaab(शैलाब) mein hoti hai !
Maa dua karti hui khwaabo mein aa jaati hai !!

No comments:

Post a Comment

Blogger Widgets PRAVEEN
SNIPPETS OF AND COMMENTARY ON INTERESTING NEWS ITEMS THAT I MIGHT STUMBLE UPON.